Opera House (1962), Lata, Mukesh, Chitragupt Shrivastava, Majrooh Sultanpuri (Ajit, Saroja Devi) Date & Place: ...
dekho mausam kyaa bahaar hai saaraa aalam beqaraar hai aise mein kyun ham deewaane ho jaayen naa dekho mausam kyaa bahaar hai saaraa aalam beqaraar hai aise mein kyun ham deewaane ho jaayen naa chhalki-chhalki chaandni bhi hai halki-halki bekhudi bhi hai aise mein kyun ham yahin par kho jaayen naa
thandi thandi ret me jalwon ki barsaat hai kya mastaana hai samaan kyaa matwaali raat hai thandi thandi ret me jalwon ki barsaat hai kya mastaana hai samaan kyaa matwaali raat hai ho ho sapne bikhre mod mod pe aake naina jod jod ke aise mein kyun ham deewaane ho jaayen naa chhalki-chhalki chaandni bhi hai halki-halki bekhudi bhi hai aise mein kyun ham yahin par kho jaayen naa
gaati si har saans mein bajti si shahnaayiyaan saayaa dil pe daalti taaron ki parchhaayiyaan gaati si har saans mein bajti si shahnaayiyaan saayaa dil pe daalti taaron ki parchhaayiyaan ho o jhaanke chandaa aasmaan se chhede hamko jaan-jaan ke aise mein kyun ham yahin par kho jaayen na dekho mausam kyaa bahaar hai saaraa aalam beqaraar hai aise mein kyun ham deewaane ho jaayen naa
dariyaa ki har mauj mein armaanon kaa zor hai dilwaalon ke geet kaa halkaa-halkaa shor hai dariyaa ki har mauj mein armaanon kaa zor hai dilwaalon ke geet kaa halkaa-halkaa shor hai ho ho o o lahren dolen jhoom-jhoom ke saahil kaa munh choom-choom ke aise me kyun ham deewaane ho jaayen naa dekho mausam kyaa bahaar hai saaraa aalam beqaraar hai aise mein kyun ham deewaane ho jaayen naa...
Presenting DEKHO MAUSAM KYA BAHAR HAI FULL VIDEO SONG from OPERA HOUSE movie starring Ajith, Saroja Devi, Lalita ...
Storyline :- Saroj lives a poor lifestyle in Nagpur along with her widowed mom, Leela, and a younger sister, Nanhi. She gets employed as a singer/dancer in Bombay and relocates there. Once there, she meets with Ajit, and the couple fall in love. Circumstances compel her to re-locate to Nagpur and seek employment with another dance/drama company run by Chunilal. Ajit decides to follow her to Nagpur, and visits her mom and sister. It is from here he locates the dance/drama company and does meet Saroj - only to find out that she has changed her name to Mary D'Souza. Ajit will eventually discover that Saroj had witnessed the murder of Chunilal and the killer(s) are now out to silence her - and whoever else dares to come in their way...