Friday, March 14, 2014





dekho mausam
kyaa bahaar hai
saaraa aalam
beqaraar hai
aise mein kyun ham
deewaane ho jaayen naa
dekho mausam
kyaa bahaar hai
saaraa aalam
beqaraar hai
aise mein kyun ham
deewaane ho jaayen naa
chhalki-chhalki
chaandni bhi hai
halki-halki
bekhudi bhi hai
aise mein kyun ham
yahin par kho jaayen naa

thandi thandi ret me jalwon ki barsaat hai
kya mastaana hai samaan kyaa matwaali raat hai
thandi thandi ret me jalwon ki barsaat hai
kya mastaana hai samaan kyaa matwaali raat hai
ho ho sapne bikhre mod mod pe aake naina jod jod ke
aise mein kyun ham
deewaane ho jaayen naa
chhalki-chhalki
chaandni bhi hai
halki-halki
bekhudi bhi hai
aise mein kyun ham
yahin par kho jaayen naa

gaati si har saans mein bajti si shahnaayiyaan
saayaa dil pe daalti taaron ki parchhaayiyaan
gaati si har saans mein bajti si shahnaayiyaan
saayaa dil pe daalti taaron ki parchhaayiyaan
ho o
jhaanke chandaa
aasmaan se
chhede hamko
jaan-jaan ke
aise mein kyun ham
yahin par kho jaayen na
dekho mausam
kyaa bahaar hai
saaraa aalam
beqaraar hai
aise mein kyun ham
deewaane ho jaayen naa

dariyaa ki har mauj mein armaanon kaa zor hai
dilwaalon ke geet kaa halkaa-halkaa shor hai
dariyaa ki har mauj mein armaanon kaa zor hai
dilwaalon ke geet kaa halkaa-halkaa shor hai
ho ho o o
lahren dolen
jhoom-jhoom ke
saahil kaa munh
choom-choom ke
aise me kyun ham
deewaane ho jaayen naa
dekho mausam
kyaa bahaar hai
saaraa aalam
beqaraar hai
aise mein kyun ham
deewaane ho jaayen naa...



Storyline :-
Saroj lives a poor lifestyle in Nagpur along with her widowed mom, Leela, and a younger sister, Nanhi. She gets employed as a singer/dancer in Bombay and relocates there. Once there, she meets with Ajit, and the couple fall in love. Circumstances compel her to re-locate to Nagpur and seek employment with another dance/drama company run by Chunilal. Ajit decides to follow her to Nagpur, and visits her mom and sister. It is from here he locates the dance/drama company and does meet Saroj - only to find out that she has changed her name to Mary D'Souza. Ajit will eventually discover that Saroj had witnessed the murder of Chunilal and the killer(s) are now out to silence her - and whoever else dares to come in their way...

No comments: