Bhanwara Bada Nadan Haay Lyrics - Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
Movie/album: Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director: Abrar Alvi
Music Label: Saregama
Starring: Meena Kumari, Guru Dutt, Waheeda Rehman, Rehman
Saproo, Minoo Mumtaz
Release on: 20th June, 1962
3:16
Bhanwara Bada Naadaan Hai
Sangeeta Melekar performing during our 'Asha Ka Nasha' Show on 29th May 2016 at Mysore Association.
Bhanwara baada nadan haay, bagiyan kaa mehumaan haay
bagiya
bagiyan kaa mehumaan haay
Phir bhee jaane naa, jaane naa, jaane naa
Kaliya kee muskaan haay
Bhanwara baada nadan haay
Bagiya kaa mehumaan haay
Phir bhee jaane naa, jaane naa, jaane naa
Kaliya kee muskaan haay
Bhanwara baa nadan
Kabhee udd jaaye kabhee mandalaaye, bhed jiya ke khole naa
Kabhee udd jaaye kabhee mandalaaye, bhed jiya ke khole naa
Saamane aaye naina milaaye, mukh dekhe kuchh bole naa
Vo mukh dekhe kuchh bole naa
Bhanwara baada nadan haay
Aakhiyo me rach ke chale bach bach ke, jaise ho koyee begaana
Aakhiyo me rach ke chale bach bach ke, jaise ho koyee begaana
Rahe sang dil ke mile nahee mil ke, ban ke rahe woh anjaana
Ho ban ke rahe woh anjaana
Bhanwara baada nadan haay
Koyee jab roke koyee jab toke, gungun karata bhaage re
Koyee jab roke koyee jab toke, gungun karata bhaage re
Naa kuchh puchhe naa kuchh buje, kaisa anaadee laage re
Vo kaisa anaadee laage re
Bhanwara baada nadan haay, bagiya kaa mehumaan haay
Phir bhee jaane naa, jaane naa, jaane naa
Kaliya kee muskaan haay
Bhanwara baada nadan haay.
Indian films and posters from 1930: film (Sahib, BIBI aur Ghulam) (1962)
Sahib Bibi Aur Ghulam (Hindi: साहिब बीबी और ग़ुलाम; 'The Master, The Wife and the Slave') is a 1962 Indian Hindi film produced by Guru Dutt and .
https://bombaymann2.blogspot.com/2015/05/film-sahib-bibi-aur-ghulam-1962.html
Other Songs Lyrics from Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
- Koi Dur Se Chale Aao Lyrics
- Meri Jaan O Meri Jaan Lyrics
- Diye Bujhe Bujhe Lyrics
- Na Jao Saiyaan Chhuda Ke Baiyan Lyrics
- Saaqiya Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi Lyrics
- Meri Baat Rahi Mere Mann Me Lyrics
- Piya Aiso Jiya Main Lyrics
Bhanwara Bada Nadaan Haay
Live Performance by Sangeeta during our Gems Of Hemant Kumar show on 2nd May 2012 at Mysore Association.
No comments:
Post a Comment