Jab Raat Hai Aisi Matwaali Lyrics - Mughal-E-Azam (1960)
Movie/album: Mughal-E-Azam (1960)Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: K. Asif
Music Label: Saregama
Starring: Prithviraj Kapoor, Dilip Kumar, Madhubala, Durga Khote
Release on: 5th August, 1960
5:07
Jab Raat Hai Aisi Matwaali
Sangeeta Melekar performing during 'Naghma-e-Naushad' Show on 24th June 2016 at Veer Sawarkar Auditorium.
Ye dil ki lagi kam kya hogi
Ye ishq bhala kam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga
Naghmon se barasti hai masti
Chhalke hain khushi ke paimaane
Chhalke hain khushi ke paimaane
Aaj aisi bahare aayi hain
Kal din me banenge afsaane
Kal din me banenge afsaane
Ab isse zyada aur haseen
Ye pyaar ka mausam kya hoga
Ab isse zyada aur haseen
Ye pyaar ka mausam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga
Ye aaj ka rang aur ye mehfil
Dil bhi hai yaha dildaar bhi hai
Dil bhi hai yaha dildaar bhi hai
Aankhon me qayaamat ke jalwe
Seene me tadapta pyaar bhi hai
Seene me tadapta pyaar bhi hai
Is rang me koi jee le agar
Marne ka usse gham kya hoga
Is rang me koi jee le agar
Marne ka usse gham kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga
Haalat hai ajab deewano ki
Ab khair nahin parwaano ki
Ab khair nahin parwaano ki
Anjaame muhabbat kya kahiye
Lay badhne lagi armaano ki
Lay badhne lagi armaano ki
Aise me jo paayal toot gayi
Phir ai mere hamdam kya hoga
Aise me jo paayal toot gayi
Phir ai mere hamdam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga.
5:45
Mughal - E - Azam - Jab Raat Hai Aisi Matwali - Lata Mangeshkar - Chorus
Movie : Mughal-E-Azam Music Director: Naushad Singers: Lata Mangeshkar Director: K. Asif Enjoy this super hit song from the ...
Jab Raat Hai Aisi Matwali - Nigar Sultana - Dilip Kumar - Mughal-E-Azam - Bollywood Classic Songs
Movie: Mughal-E-Azam Music Director: Naushad Singers: Lata Mangeshkar Director: K. Asif Enjoy this super hit song from the ...
Other Songs Lyrics from Mughal-E-Azam (1960)
- Prem Jogan Ban Ke Lyrics
- Ae Ishq Lyrics
- Yeh Dil Ki Lagi Kya Hogi Lyrics
- Khuda Nigehbaan Ho Tumhara Lyrics
- Teri Mehfil Mein Kismat Aazma Ker Lyrics
- Mohe Panghat Pe Lyrics
- Mohabbat Ki Jhooti Kahani Pe Roye Lyrics
- Pyaar Kiya To Darna Kiya Lyrics
- Hame Kaash Tumse Lyrics
- Bekas Pe Karam Kijiye Lyrics
- Ae Mohabbat Zindabad Lyrics
songs:-
47:45
Mughal E Azam - All Songs - Dilip Kumar - Madhubala - Lata Mangeshkar - Mohd Rafi-Prithviraj Kapoor
mughal-e-azam / 1960 / Hindi Full Movie
mughal-e-Azam / 1960 / Hindi Full Movie Daleep kumar.
..........................................................................................................................
2:57:27
-
Mughal E Azam 1960) (With Songs Navigation) DVDRip
the best of madhubala...... in mughal E Azam...... colour version...........
Indian films and posters from 1930: film (Mughal e Azam)(1960)
https://bombaymann2.blogspot.com/2014/04/film-mughal-e-azam1960.html
No comments:
Post a Comment