Starring: Rajendra Kumar, Mala Sinha
Director: Hargovind Suraj Prakash
Producer(s): Asiatic Productions
Music Director(s): Chitragupta Shrivastava
Lyricist(s): Rajendra Krishan
Composer(s): Chitragupta Shrivastava
Release on: 16th July, 1960
Director: Hargovind Suraj Prakash
Producer(s): Asiatic Productions
Music Director(s): Chitragupta Shrivastava
Lyricist(s): Rajendra Krishan
Composer(s): Chitragupta Shrivastava
Release on: 16th July, 1960
New
Rang dil ki dhadakan
Bhi laati to hogi
Yaad meri unko
Bhi aati to hogi
Rang dil ki dhadakan
Bhi laati to hogi
Yaad meri unko
Bhi aati to hogi
O pyaar ki kushbu kahaan
Aati thi kaliyon se
Ho ke aai hai hawa
Bhi unki galiyon se
Pyaar ki kushbu kahaan
Aati thi kaliyon se
Ho ke aai hai hawa
Bhi unki galiyon se
Chhu ke unake
Daaman ko aati to hogi
Rang dil ki dhadakan
Bhi laati to hogi
O ye bahaaren ye samaan
Sab usake dam se hai
Wo piya kuchh kuch kafa
Rahata jo hamase hai
Jaan kuchh kuch
Uski bhi jaati to hogi
Rang dil ki dhadakan
Bhi laati to hogi
Ja ri ai titali nagariya
Pi ki tu jaana
Ho bhala tera kabar
Kuch unki le aana
Ja ri ai titali nagariya
Pi ki tu jaana
Ho bhala tera kabar
Kuch unki le aana
Tu waha pe waise
Bhi jaati to hogi
Rang dil ki dhadakan
Bhi laati to hogi
Rang dil ki dhadakan
Bhi laati to hogi
Yaad meri unko
Bhi aati to hogi.
Indian films and posters from 1930: film (Patang)(1960)
bombaymann2.blogspot.com/2013/11/film-patang1960.html
Patang (1960) Songs Lyrics
Rang Dil Ki Dhadakan Bhi
by Lata Mangeshkar3:31Teri Shokh Nazar Ka Ishaara
by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)3:12Yeh Duniya Badi Luteri
by Mohammed Rafi3:28Tu Aap Hai Apna Chor
by Mohammed Rafi2:59Dilli Hai Dil Hindustaan Kaa
by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)3:30Dene Waale Kisi Ko Garibi
by Lata Mangeshkar3:17Rang Dil Ki Dhadkan Bhi
by Mohammed Rafi3:21
No comments:
Post a Comment