Aap Yun Hi Agar Humse Milte Rahe Lyrics - Ek Musafir Ek Hasina (1962)
Movie/album: Ek Musafir Ek Hasina (1962)Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Raja Mehdi Ali Khan
Music Composer: Omkar Prasad Nayyar
Music Director: Omkar Prasad Nayyar
Director: Raj Khosla
Music Label: Saregama
Starring: Joy Mukherjee, Sadhana, Rajendranath
New
Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega
Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega
Aisee bate na karo hasin jadugar
Meraa dil teree aankho me kho jayega
Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega
Pichhe pichhe mere aap aatee hai kyon
Pichhe pichhe mere aap aatee hai kyon
Meree raho me aankhe bichatee hai kyon
Aap aatee hai kyon
Kya kahu aap se yeh bhee ek raj hai
Ek din iska ijhar ho jayega
Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega
Kaisee jadugaree kee aare jadugar
Kaisee jadugaree kee aare jadugar
Tere chehere se hatthee nahee yeh najar
Hai meree yeh najar
Aisee najaro se dekha agar aap ne
Sharam se rang gulnar ho jayega
Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega
Me mohobbat kee raho se anjan hu
Me mohobbat kee raho se anjan hu
Kya kahun kya karun me pareshan hu
Hai, pareshan hu
Aap kee yeh pareshaniya dekh kar
Meraa dil bhee pareshan ho jayega
Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega
Aisee bate na karo hasin jadugar
Meraa dil teree aankho me kho jayega.
Search filters
10
Ek Musafir Ek Hasina Songs
- O yaar zulfon wale Ek Musafir Ek Hasina 1962 Seraj7:46
- Ek Musafir Ek Haseena (1962): Mujhe Dekh Kar Aap Ka Muskurana3:13
Other Songs Lyrics from Ek Musafir Ek Hasina (1962)
- Udhar Woh Chal Chalte Hain Lyrics
- Tumhe Mohabbat Hai Lyrics
- Phir Tere Shehar Mein Lyrics
- Humko Tumhare Ishq Ne Lyrics
- Teri Talash Lyrics
- Hame Chahe Badnam Kar De Lyrics
- Bahut Shukriya Badi Meherbani Lyrics
- Main Pyar Ka Raahi Hoon Lyrics
- Mujhe Dekhkar Aapka Muskurana Lyrics
Indian films and posters from 1930: film (Ek Musafir Ek Hasina)(1962)
bombaymann2.blogspot.com/2015/09/film-ek-musafir-ek-hasina1962.html
No comments:
Post a Comment