Tuesday, September 2, 2014

Ibtedaa e Ishq Mein- Sangeeta Melekar performing and Mukhtar Shah

Hariyali Aur Rasta
Hariyali Aur Rasta, 1962 Hindi film.jpg
Directed by Vijay Bhatt
Produced by Shankerbhai Bhatt
Written by Dhruva Chatterjee (Story & screenplay) Qamar Jalalabadi (dialogue)
Moosa Kaleem (dialogue director)
Starring Manoj Kumar Mala Sinha Shashikala Om Prakash
Music by Shankar Jaikishan Shailendra (lyrics) Hasrat Jaipuri(lyrics)
Cinematography Bipin Gajjar
Edited by Pratap Dave
Production
  company
Shri Prakash Pictures
Release date(s)
  • 1962
Running time 168 min
Country India
Language Hindi
Did you mean: ibtedaye ishq mein hum sari raat jage

ibtedaye ishk me ham sari rat jage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
ibtedaye ishk me ham

kya kahu kuch kaha nahi jaye, bin kahe bhi raha nahi jaye
kya kahu kuch kaha nahi jaye, bin kahe bhi raha nahi jaye
rat bhar karvat mai badalu, dard dil kaa saha nahi jaye
nind meri aankho se dur dur bhage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
ibtedaye ishk me ham

dil me jagi prit ki jwala, jabse maine hosh sambhala
dil me jagi prit ki jwala, jabse maine hosh sambhala
mai hu tere pyar ka saman, tu mera rahi matwala
mere man ki vina me tere rag jage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
ibtedaye ishk me ham

tune jab jab aankh milayi, dil se ek awaj ye aayi
tune jab jab aankh milayi, dil se ek awaj ye aayi
chal ke aab taro me rahenge, pyar ke ham do saudayi
mujhko teri surat chandani rat lage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
ibtedaye ishk me ham sari rat jage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
ibtedaye ishk me ham sari rat jage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
ibtedaye ishk me ham




Song HeadingSinger(s)Music DirectorLyricistMovie / AlbumActor(s)
Bol Meri Taqdeer Main Kya Hai 
4.60 - 43 votes
Mukesh, Lata MangeshkarShankar JaikishanShailendraHariyali Aur Rasta (1962)Manoj Kumar, Mala Sinha
Video Playlist of all the songs of this movie from youtubeAdvertisements
Teri Yaad Dil Se, Bhulane Chala Hu, Ke Khud Apni Hasti Mitane Chala Hu 
4.53 - 32 votes
MukeshShankar JaikishanShailendraHariyali Aur Rasta (1962)Mala Sinha, Manoj Kumar
Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage 
4.40 - 35 votes
MukeshShankar JaikishanHasrat JaipuriHariyali Aur Rasta (1962)Manoj Kumar, Mala Sinha
Lakhon Tare, Aasman Me, Ek Magar Dhunde Naa Mila 
4.23 - 22 votes
Lata Mangeshkar,MukeshShankar JaikishanShailendraHariyali Aur Rasta (1962)
Bol Meri Taqdir Me Kya Hai Mere Humsafar Ab To (Lata) 
4.42 - 12 votes
Lata MangeshkarShankar JaikishanShailendraHariyali Aur Rasta (1962)
Kho Gaya Hai Mera Pyar, Dhundta Hu Mai Mera Pyar 
4.25 - 12 votes
Mahendra KapoorShankar JaikishanHasrat JaipuriHariyali Aur Rasta (1962)
Ye Hariyali Aur Ye Rasta In Rahon Par Tera Mera 
4.20 - 10 votes
Lata MangeshkarShankar JaikishanHasrat JaipuriHariyali Aur Rasta (1962)
Allah Jane Kya Hoga Aage 
4.40 - 5 votes
Mukesh, Lata MangeshkarShankar JaikishanHasrat JaipuriHariyali Aur Rasta (1962)Manoj Kumar
Ek Tha Raja Ek Thi Raani, Aao Sunoon Unki Kahani 
3.14 - 7 votes
Lata MangeshkarShankar JaikishanShailendraHariyali Aur Rasta (1962)
Parwano Ki Raah Me Deewano Ki Chaah Me 
3.00 - 1 votes
Asha BhosleShankar JaikishanShailendraHariyali Aur Rasta (1962)

Legend / symbol used on this page

The original video of this song is available from youtube.
Only audio (no video) of this song is available from youtube.
Lyrics of this song is available in Englsih Transliteration.
No Lyrics are available right now. The lyrics will be added in due course.
Lyrics of this song is also available in Hindi.
Average rating of songs and number of votes by visitors of HindiGeetMala.

No comments: