Mere Sanam (1965) Songs Lyrics
Director: Amar Kumar
Producer(s): G.P. Sippy
Music Director(s): Omkar Prasad Nayyar
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): Omkar Prasad Nayyar
4:41
Rokaa Kaii Baar
Anil Bajpai and Sangeeta Melekar performing live at our Rhythm King O.P Nayyar show on 7th March 2013 at Tejpal.
O o o
O o aa haa
O o o o o aa haa
O o o aahaa
Rokaa kayee baar maine
Dil ki umang ko
Kyaa karoon main apni
Nigaahon ki pasand ko
O jaane jaan
Tu hi mere pyaar ka jahaan hai
O o o
Aa aa
Rokaa kayee baar maine
Dil ki umang ko
Kyaa karoon main apni
Nigaahon ki pasand ko
O jaane jaan
Tu hi mere pyaar ka jahaan hai
Ho o o
Aaa aaa
Dekho meri aankhein
Tumhaara hi khumaar hai
Hothon ki ye laali
Sanam teraa pyaar hai
Dekho meri aankhein
Tumhaara hi khumaar hai
Hothon ki ye laali
Sanam teraa pyaar hai
Dil ko lagaayaa
Mujhe to ikraar hai
Rokaa kayee baar maine
Dil ki umang ko
Kyaa karoon main apni
Nigaahon ki pasand ko
O jaane jaan
Tu hi mere pyaar ka jahaan hai
Ho o o
Aaa aaa
Maanaa tera aanchal
Haathon se abhi door hai
Baahon mein uthaa loon
Ye armaan zaroor hai
Maanaa tera aanchal
Haathon se abhi door hai
Baahon mein uthaa loon
Ye armaan zaroor hai
Maano na maano
Deewaanaa beqasoor hai
Rokaa kayee baar maine
Dil ki umang ko
Kyaa karoon main apni
Nigaahon ki pasand ko
O jaane jaan
Tu hi mere pyaar ka jahaan hai
Ho o o
Aa aa aa
Dekhi teri soorat
Jo itne kareeb se
Ghir gayee main to
Khayaalon mein ajeeb se
Dekhi teri soorat
Jo itne kareeb se
Ghir gayee main to
Khayaalon mein ajeeb se
Dil pe kyaa beeti
Na poochho ye gareeb se
Rokaa kayee baar maine
Dil ki umang ko
Kyaa karoon main apni
Nigaahon ki pasand ko
O jaane jaan
Tu hi mere pyaar ka jahaan hai
Ho o o
Aa aa aa
Rokaa kayee baar maine
Dil ki umang ko
Kyaa karoon main apni
Nigaahon ki pasand ko
O jaane jaan
Tu hi mere pyaar ka jahaan hai
Ho o o
Aa aa aa.
Super hit music of the year has a combination of O,P,Nayyar, majrooh sultanpuri, mohd. rafi and asha bhosle.
Mere Sanam Full Bollywood Old Movie Asha Parekh, Mumtaz, Biswajit Chatterjee
Mere Sanam (1965) Songs Lyrics
Yeh Ab Aap Sochiye
by Asha Bhosle, Mohammed Rafi5:04Haan Ji Baabaa
by Asha Bhosle, Mohammed Rafi4:40Jaaiye Aap Kahaan Jaayenge
by Asha Bhosle6:29Pukarta Chala Hoon Main
by Mohammed Rafi3:52Hamadam Mere Maan Bhi Jaao
by Mohammed Rafi4:30Roka Kai Baar Mainne
by Asha Bhosle, Mohammed Rafi3:20Ye Hai Reshmi Zulfon Ka
by Asha Bhosle3:21Tukde Hain Mere Dil Ke
by Mohammed Rafi3:30Bhala Mano Bura Mano
by Mohammed Rafi3:5
Indian films and posters from 1930: film(mere sanam)(1965)
bombaymann2.blogspot.com/2015/02/filmmere-sanam1965.html
No comments:
Post a Comment