Friday, October 2, 2015

Sangeeta Melekar performing during 'Superstar Show' on 6th Sept 2015 at Yeshwant Natya Mandir with Mukhtar Shah

Movie/album: Madhumati (1958)
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Salil Chowdhury
Music Director: Salil Chowdhury
Director: Bimal Roy
Music Label: Saregama
Starring: Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Johnny Walker, Pran
Release on: 23rd September, 1958

2:32-Dil Tadap Tadap Ke..

Dil Tadap Tadap Ke Song Lyrics

Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhee ja
Too humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhee ja
Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhee ja
Too humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhee ja

Too nahee toh yeh bahar kya bahar hai
Gul nahee khile ke teraa intejar hai
Too nahee toh yeh bahar kya bahar hai
Gul nahee khile ke teraa intejar hai
Ke teraa intejar hai
Ke teraa intejar hai
Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhee ja
Too humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhee ja

Dil dhadak dhadak ke de raha hai yeh sada
Tumharee ho chukee hu mai, tumhare pas hu sada
Dil dhadak dhadak ke de raha hai yeh sada
Tumharee ho chukee hu mai, tumhare pas hu sada

Tum se meree jindagi ka yeh singar hai
Jee rahee hu mai ke mujhko tumse pyar hai
Tum se meree jindagi ka yeh singar hai
Jee rahee hu mai ke mujhko tumse pyar hai
Ke mujhko tumse pyar hai
Ke mujhko tumse pyar hai

Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhee ja
Too humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhee ja
Dil dhadak dhadak ke de raha hai yeh sada
Tumharee ho chukee hu mai, tumhare pas hu sada

Muskurate pyar ka asar hai har kahee
Ham kahan hain dil kidhar hai kuchh khabar nahee
Muskurate pyar ka asar hai har kahee
Ham kahan hain dil kidhar hai kuchh khabar nahee
Kidhar hai kuchh khabar nahee
Kidhar hai kuchh khabar nahee

Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhee ja
Too humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhee ja
Dil dhadak dhadak ke de raha hai yeh sada
Tumharee ho chukee hu mai, tumhare pas hu sada.
...............................................................................................................
 3:35Dil Tadap Tadap Ke (HD) - Madhumati Songs - Dilip Kumar - Vyjayantimala - Lata Mangeshkar - Mukesh..by Filmi Gaane 

Storyline

While driving his car on a rainy night, Anand's car breaks down, and he goes to seek shelter in a nearby house. He is let into the house by the servant, and he is permitted to stay until the rains stop be able to get his car fixed. It is here that he will find out about his previous birth, his true love, Madhumati, their ill-fated, star-crossed and tragic romance, and how events in his previous birth are going to effect him in this life-time
2:46:22
  1. Madhumati-1958


No comments: