Hindi Songs's Lyrics
Tumhi Mere Meet ho / तुम्हीं मेरे मीत हो
तुम्हीं मेरे मीत हो
तुम्हीं मेरे मीत हो, तुम्हीं मेरी प्रीत हो
तुम्हीं मेरी आरज़ू का पहला पहला गीत हो
तुम्हीं मेरे मीत हो, तुम्हीं मेरी प्रीत हो
तुम्हीं मेरी ज़िंदगी की पहली पहली जीत हो
तुम हो बेचैन सैया, हम बेक़रार से
जाने ना दूँगी तुमको नैनों के द्वारे से
तेरी निगाहों ने देखा है प्यार से
मिला आज प्यासा पंछी नदिया की धार से
तुम्हीं चितचोर ही तुम्हीं दिल जीत हो
तुम्हीं मेरी आरज़ू का पहला पहला गीत हो
तू किसी की बागबां की गुलशन का फूल है
छुप छुप के तुझको चाहा राही की भूल है
राही की भूल नहीं किस्मत की भूल है
किस्मत की भूल सैया हमें तो कबूल है
मेरे दिल के साज़ का तुम्हीं संगीत हो
तुम्हीं मेरी ज़िंदगी की पहली पहली जीत हो
#Mehmood #AmeetaTumhi Mere Meet ho Lyrics
Tumhin mere mit ho
Tumhin mere mit ho, tumhin meri prit ho
Tumhin meri araju ka pahala pahala git ho
Tumhin mere mit ho, tumhin meri prit ho
Tumhin meri jindagi ki pahali pahali jit ho
Tum ho bechain saiya, ham beqaraar se
Jaane na dungi tumako nainon ke dwaare se
Teri nigaahon ne dekha hai pyaar se
Mila aj pyaasa pnchhi nadiya ki dhaar se
Tumhin chitachor hi tumhin dil jit ho
Tumhin meri araju ka pahala pahala git ho
Tu kisi ki baagabaan ki gulashan ka ful hai
Chhup chhup ke tujhako chaaha raahi ki bhul hai
Raahi ki bhul nahin kismat ki bhul hai
Kismat ki bhul saiya hamen to kabul hai
Mere dil ke saaj ka tumhin sngit ho
Tumhin meri jindagi ki pahali pahali jit ho
Starring: Mehmood, Ameeta, Jeevan, David, Agha, Naranjan Sharma, Malika, Leela Mishra
Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt
Producer(s): Shankarbhai Bhatt, Vijay Bhatt
Music Director(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi, Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Composer(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Release on: 6th January, 1961

TUMHI MERE MEET HO LATA MANGESHKAR HEMANT KUMAR FILM PYASE PANCHI..
Hemant Kumar & Suman Kalyanpur - Tumhi Mere Meet Ho - Pyaase Panchhi [1961]
"Pyaase Panchhi" or "Pyase Panchhi" [1961] is an Indian Hindi film directed by Harsukh Jagneshwar Bhatt. Starring Mehmood ...
Hemant Kumar And Suman Kalyanpur - Tumhi Mere Meet Ho -Singing For Mehmood And Ameeta - film Pyase Panchhi
In late 1950s and early 1960s, several comedians were seeking to become heroes in Hindi movies. The names of Johny Walker, Mehmood and Jagdeep readily comes to mind. They all acted as heroes in a few movies each, but keeping a sombre face while acting out serious scenes (viz romantic scenes, sad scenes) was not exactly their strong suit. And that is why most of these ventures ended up in failures. In “Pyaase Panchhi” (1961), Mehmood played the hero opposite Ameeta.
Lyrics
aaa aaa
tumhi mere meet ho
tumhi mere meet ho
tumhi mere meet ho
tumhi meri preet ho
tumhi mere meet ho
tumhi meri preet ho
tumhi meri aarzoo kaa pehlaa-pehlaa geet ho
tumhi mere meet ho
tumhi meri preet ho
tumhi meri zindagi ki pehli-pehli jeet ho

tum ho bechain sainyaa
ham beqaraar se
jaane na doongi tumko
nainon ke dwaar se
teri nigaahon ne
dekhaa hai pyaar se
milaa aaj pyaasaa panchhi
nadiyaa ki dhaar se
tumhi chitchor mere
tumhi dil jeet ho

tu kisi baaghbaan ki gulshan kaa phool hai
chhup-chhup ke tujhko chaahaa raahi ki bhool hai
aa aa
raahi ki bhool nahin qismat ki bhool hai
qismat ki bhool sainyaa hamen to qabool hai
ho o
mere dil ke saaz ka tumhi sangeet ho
mere dil ke saaz ka tumhi sangeet ho
tumhi meri zindagi ki pehli pehli jeet ho
tumhi mere meet ho
tumhi meri preet ho
tumhi merii zindagi ki pehli pehli jeet ho

Song Heading | Singer(s) | Music Director | Lyricist | Movie / Album | Actor(s) |
Tumhee Mere Mit Ho Tumhee Meree Prit Ho | Hemant Kumar,Suman Kalyanpur | Kalyanji Anandji | Qamar Jalalabadi | Pyase Panchhi (1961) |
Video Playlist of all the songs of this movie from youtube | Advertisements |
Legend / symbol used on this page |
Pyase Panchhi (1961) |
|
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Itna toh keh do humse
Lata & Hemant Film Saheli Music Kalyanji Anandji..
2014-09-25_Tumhi mere meet ho & Itna to keh do humse_Sangeeta M. & Surojit G.
tna toh keh do humse Lata & Hemant Film Saheli Music Kalyanji Anandji..
Song Heading | Singer(s) | Music Director | Lyricist | Movie / Album | Actor(s) |
Jis Dil Me Basa Tha Pyar Tera, Us Dil Ko Kabhi Ka Tod Diya (male) | Mukesh | Kalyanji Anandji | Indeevar | Saheli (1965) | Pradeep Kumar |
Video Playlist of all the songs of this movie from youtube | Advertisements |
Legend / symbol used on this page |
Saheli (1965) |
|
Duets of Sangeeta Melekar & Surojit Guha
2022-11-13_Lehron pe lehar, The man who plays mandolin_Sangeeta M. & Surojit G. 4:592022-11-13_Saanwale salone aaye din bahaar ke_Sangeeta M. & Surojit G. 3:55
No comments:
Post a Comment