Song-Udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai (Mr and Mrs 55) (1955) Singers-Rafi, Geeta Dutt, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD-O P Nayyar
hmm hmm hmm
hmm hmm hmm
udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai
ye rangeen raaton ki ek daastaan hai
udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai
ye rangeen raaton ki ek daastaan hai
ye kaisaa hai naghmaa ye kyaa daastaan hai
bataa ae mohabbat meraa dil kahaan hai
ye kaisaa hai naghmaa
hmm hmm hmm
udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai
ye rangeen raaton ki ek daastaan hai
udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai
ye rangeen raaton ki ek daastaan hai
ye kaisaa hai naghmaa ye kyaa daastaan hai
bataa ae mohabbat meraa dil kahaan hai
ye kaisaa hai naghmaa
mere ghar mein aayi huyi hai bahaar
qayaamat hai phir bhi karoon intzaar
mere ghar mein aayi huyi hai bahaar
qayaamat hai phir bhi karoon intzaar
aa
mohabbat kuchh aisi sadaa de rahi hai
mohabbat kuchh aisi sadaa de rahi hai
ki khud raat angdaayiyaan le rahi hai
jidhar dekhti hoon nazaaraa jawaan hai
udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai
ye rangeen raaton ki ek daastaan hai
ye kaisaa hai naghmaa ye kyaa daastaan hai
bataa ae mohabbat meraa dil kahaan hai
ye kaisaa hai naghmaa
qayaamat hai phir bhi karoon intzaar
mere ghar mein aayi huyi hai bahaar
qayaamat hai phir bhi karoon intzaar
aa
mohabbat kuchh aisi sadaa de rahi hai
mohabbat kuchh aisi sadaa de rahi hai
ki khud raat angdaayiyaan le rahi hai
jidhar dekhti hoon nazaaraa jawaan hai
udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai
ye rangeen raaton ki ek daastaan hai
ye kaisaa hai naghmaa ye kyaa daastaan hai
bataa ae mohabbat meraa dil kahaan hai
ye kaisaa hai naghmaa
sulagti hain taaron ki parchhaayiyaan
buri hain muhabbat ki tanhaayiyaan
sulagti hain taaron ki parchhaayiyaan
buri hain muhabbat ki tanhaayiyaan
aaa
mahakne lagaa meri zulfon mein koyi
lagi jaagne dhadkanen khoyi-khoyi
meri har nazar aaj dil ki zubaan hai
udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai
ye rangeen raaton ki ek daastaan hai
ye kaisaa hai naghmaa ye kyaa daastaan hai
bataa ae mohabbat meraa dil kahaan hai
ye kaisaa hai naghmaa
buri hain muhabbat ki tanhaayiyaan
sulagti hain taaron ki parchhaayiyaan
buri hain muhabbat ki tanhaayiyaan
aaa
mahakne lagaa meri zulfon mein koyi
lagi jaagne dhadkanen khoyi-khoyi
meri har nazar aaj dil ki zubaan hai
udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai
ye rangeen raaton ki ek daastaan hai
ye kaisaa hai naghmaa ye kyaa daastaan hai
bataa ae mohabbat meraa dil kahaan hai
ye kaisaa hai naghmaa
tarastaa hoon main aise dildaar ko
jo dil mein basaa le mere pyaar ko
tarastaa hoon main aise dildaar ko
jo dil mein basaa le mere pyaar ko
aaa
tere khwaab hain meri raaton pe chhaaye
tere khwaab hain meri raaton pe chhaaye
mere dil pe hain teri palkon ke saaye
ke mere labon pe teri daastaan hai
udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai
ye rangeen raaton ki ek daastaan hai
ye kaisaa hai naghmaa ye kyaa daastaan hai
bataa ae mohabbat meraa dil kahaan hai
ye kaisaa hai naghmaa
jo dil mein basaa le mere pyaar ko
tarastaa hoon main aise dildaar ko
jo dil mein basaa le mere pyaar ko
aaa
tere khwaab hain meri raaton pe chhaaye
tere khwaab hain meri raaton pe chhaaye
mere dil pe hain teri palkon ke saaye
ke mere labon pe teri daastaan hai
udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai
ye rangeen raaton ki ek daastaan hai
ye kaisaa hai naghmaa ye kyaa daastaan hai
bataa ae mohabbat meraa dil kahaan hai
ye kaisaa hai naghmaa
Search filters
Cast overview, first billed only: | |||
Madhubala |
Anita Verma
| ||
Guru Dutt |
Preetam Kumar
| ||
Lalita Pawar |
Seeta Devi (Anita's Aunt)
| ||
Johnny Walker |
Johny (as Johny Walker)
| ||
Yasmin | |||
Kumkum |
Preetam's Bhabhi
| ||
Tun Tun |
Lily D'Silva (as Uma Devi)
| ||
Cuckoo |
Singer (in song "Neele Aasmani")
| ||
Radhika Sarathkumar |
(as Radhika)
| ||
Anwaribai |
(as Anwari)
| ||
Agha | |||
Haroon | |||
Rooplaxmi |
(as Roo Plaxmi)
| ||
Moni Chatterjee |
The Judge (as Moni Chatterji)
| ||
Al Nasir |
Ramesh (as Al-Nasir)
|
A young, naive heiress, in custody of a martinet and flamingly feminist aunt is forced into a 'marriage of convenience' with an unemployed cartoonist in an attempt to save her millions - a move orchestrated by the scheming aunt. However, in the course of her ostensibly married life, she learns the true meaning of marriage and the deep significance of being an Indian wife, much to the dismay of her aunt, who, in adherence to her wayward beliefs, has been trying to instill every kind of anti-male sentiment in her niece's ingenuous mind. Written by Hrishi Dixit <hrishi@slb.com>
Plot Keywords:
marriage | cartoonist | divorce | unemployment | husband wife relationship |Song Heading | Singer(s) | Music Director | Lyricist | Movie / Album | Actor(s) |
Udhar Tum Hasin Ho Idhar Dil Javaan Hai | Mohammed Rafi,Geeta Dutt | O P Nayyar | Majrooh Sultanpuri | Mr. & Mrs. 55 (1955) | Madhubala |
Video Playlist of all the songs of this movie from youtube | Advertisements |
Legend / symbol used on this page |
Mr. & Mrs. 55 (1955) |
|
No comments:
Post a Comment