Mayur Live show At Bhuj Town Hall Singer DEBASISH DASGUPTA & SANGEETA MELEKAR Honey Tune Orchestra BHUj 98792 92136
Tumhare Bin Guzare Hai -
film (Atmaram - 1979) -
Videos
Starcast: Shatrughan Sinha.Pran,Amjad Khan,Farida Jalal,Aruna Irani,Vidya Sinha,Bindiya Goswami, Singers: Asha Bhosle,Kishore Kumar,Lata Mangeshkar,Mohammad Rafi,Usha Mangeshkar,Manna Dey,Sulakshna Pandit,
Lyrics:
M.G.Hashmat , Music:Shankar-Jaikishan , Director/Producer: Sohanlal Kanwar
tumhare bin gujare hai kai din
ab na gujarenge
tumhare bin gujare hai kai din
ab na gujarenge
jo dil me aa gayi hai aaj
hum vo kar hi gujarenge
khabar kya thi ki
apne bhi sitare
aise bigadenge
khabar kya thi ki
apne bhi sitare
aise bigadenge
ki jo puja ke kabil hai
vo yu badalenge
tumhare bin gujare hai kai din
ab na gujarenge
tumhari ek na manenge
karenge aaj man mani
bahut tarsaya hai tumne
nahi ab aur tarsenge
sataya to nahi karte
kabhi kismat ke maro ko
kisi ki jaan jayegi
kisi ke arman nikalenge
tumhare bin gujare hai kai din
ab na gujarenge
jo dil me aa gayi hai aaj
hum vo kar hi gujarenge
tumhare bin gujare hai kai din
ab na gujarenge
manaya tumko kitni baar
lekin tum nahi mane
to ab majbur hokar hum
sararat per bhi uthrenge
hakikat kya hai
ye pahle bata dete to acha tha
kudh apne jaal se hi hum
na jane kaise hum nikalenge
tumhare bin gujare hai kai din
ab na gujarenge
kayi din baad fir ye saaj
ye singaar paya hai
nahi malum tha ki aap yu
inkar kar denge
tumhe kaise bataye
kya humare sath gujari hai
tumhare khwab tutenge
agar sach baat kah de
tumhare bin gujare hai kai din
ab na gujarenge
jo dil me aa gayi hai aaj
hum vo kar hi gujarenge
tumhare bin gujare hai kai din
ab na gujarenge
jo dil me aa gayi hai aaj
hum vo kar hi gujarenge
tumhare bin gujare hai kai din
ab na gujarenge
Director:
Cast
Edit
1979) ... story, movie synopsis, Atmaram (1979) release date, and more on Nthwall.
Add Full Plot
|
Add Synopsis
Storyline
Atmaram (1979)-Bollywood Movie Reviews, Trailers ...
www.nthwall.com/hi/Atmaram-1979/9543203821
Atmaram (1979) - Latest Information about Atmaram (1979) review, Atmaram (Plot :
`Atmaram the film takes up the enternal, ever topical problem of
choice, which in tragic circumstances amounts to choice between life and
death. . The story revolves around a person, who wants to live by his
own name but cannot. The society and the law force him to live and
undergo life imprisonment as Ranjit Singh. But the same person when
wants to die as Ranjit Singh to save the honour of others, the law wants
him to die as Atmaram.
No comments:
Post a Comment