Farz | |
---|---|
Film poster
| |
Directed by | Ravikant Nagaich |
Produced by | Sunderlal Nahata, Jose Aynikal |
Written by | Vishwamitter Adil Arudra V. D. Puranik |
Starring | Jeetendra BabitaRajanala as villian suprimo |
Music by | Laxmikant Pyarelal |
Cinematography | Ravikant Nagaich |
Edited by | N. S. Prakasam |
Release date(s) | 1967 |
Running time | 170 min. |
Country | India |
Language | Hindi |
tumse o hasina kabhi mohabbat na maine karni thi
tumse o hasina kabhi mohabbat na maine karni thi
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
tumse o diwane kabhi mohabbat na maine karni thi
tumse o diwane kabhi mohabbat na maine karni thi
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
aag sulag gayi nas nas me, nind rahi na raha chain bas me
todi jaye na abb mujhse, pyar ki yeh rasme kasme
aa gayi bulbul kafas me
tauba meri tauba yeh apni halat na maine karni thi
tauba meri tauba yeh apni halat na maine karni thi
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
log yeh mujhko hain samjhate, bit rahi thi hanste gate
maine tumhe kisliye chheda, raho me aate jate
mujhe sab hain satate
tauba meri tauba ki yeh shararat na maine karni thi
tauba meri tauba ki yeh shararat na maine karni thi
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
sham savere dil ghabraye, raz-e-dil na khul jaye
rat hamare sapno me chhup ke, roj koyi aaye jaye
kahe neha lagaye
tauba meri tauba yeh kayamat na maine karni thi
tauba meri tauba yeh kayamat na maine karni thi
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
Search filters
Song Heading | Singer(s) | Music Director | Lyricist | Movie / Album | Actor(s) |
Tumse O Hasina Kabhee Mohabbat Naa | Suman Kalyanpur,Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Anand Bakshi | Farz (1967) | Jeetendra, Babita |
Video Playlist of all the songs of this movie from youtube | Advertisements |
Legend / symbol used on this page |
Search filters
Storyline
Gopli, Agent 116 of India's Secret Service, is called in to investigate the death of another agent whom had some incriminating photographic evidence revealing the inner workings of a foreign terrorist leader and his strike team and Gopli sets out to find the evidence before the terrosist does
Farz (1967) |
|
Indian films and posters from 1930: film (Farz)(1967)
https://bombaymann2.blogspot.com/2014/04/film-farz1967.html
Farz is a 1967
Hindi spy thriller film. Directed by Ravikant Nagaich, it has music by
Laxmikant Pyarelal and lyrics by Anand Bakshi. The film stars Jeetendra
and ...
Tumse o haseena kabhi
Mohabbat na maine karni thi
Tumse o haseena kabhi
Mohabbat na maine karni thi
Magar mere dil ne
Mujhe dhokha de diya
Magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
Tumse o deewane kabhi
Mohabbat na maine karni thi
Tumse o deewane kabhi
Mohabbat na maine karni thi
Magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
Magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
Aag sulag gayi nas nas mein
Neend rahi na raha chain bas mein
Todi jaaye na ab mujhse
Pyaar ki ye rasmein kasmein
A gayi bulbul kasfas mein
Tauba meri tauba ye haalat na maine karni thi
Magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
Magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
Log ye mujhko hain samjhaate
Beet rahi thi hanste gaate
Maine tumhein kisaliye chheda
Raahon mein aate jaate
Mujhe sab hain sataate
Tauba meri tauba ye
Sharaarat na maine karni thi
Tauba meri tauba ye
sharaarat na maine karni thi
Magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
Magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
Shaam savere dil ghabraaye
Raaz e dil na khul jaaye
Raat hamaare sapanon mein chhup ke
Roz koi aaye jaaye
Kaahe neha lagaaye
Tauba meri tauba ye qayaamat
Na maine karni thi
Tauba meri tauba ye
Qayaamat na maine karni thi
Magar mere dil ne mujhe dhokha de diya
Magar mere dil ne mujhe dhokha de diya😇
No comments:
Post a Comment